
Waqt teizi se nikalta gaya aur dekhte hi dekhte pregnancy ka nauvaan yaani aakhiri mahina aa gaya thaa. Nisha ka physically jawan jism ab poori tarah se badal chuka thaa.
Uska gora, makkhan jaisa pait ab poori tarah se baahar nikal kar ek bada aur gol gubbara ban chuka thaa, jiske andar unka bachha apni aakhiri thonko ke sath baahar aane ke liye betaab thaa.







Write a comment ...