
Waqt teizi se beeta aur haveli ke aangan mein khushiyon ki bahaar aati chali gayi. Agle kuch mahino mein parivaar ka pyaar aur gehra ho gaya thaa, aur ab haveli ek naye daur mein pravesh kar chuki thi.
Nisha ki pregnancy ka ab paanchwa mahina chal raha thaa. Uska pet ab dhiire dhiire baahar nikal aaya thaa, jisse uski khubsoorati mein ek alag hi nakhra aur nikhaar aa gaya thaa.







Write a comment ...