
Dhamki bhare patthar ne haveli ki shanti ko khatre mein daal diya tha. Us patthar par likha tha "Aaj zameen bacha li, kal apni jaan ka faisla kar lena."
Ranveer, jiska khoon hamesha garam rehta tha, woh apne bhai Devendra aur pita Thakur Gajendra Singh ke saath baithak mein planning kar raha tha.

Show your support







Write a comment ...