
Haveli ka kona kona aaj sunehri roshniyon se jagmaga raha tha. Shadi ka mandap hall ke beechon beech sajaya gaya tha, jahan Devrath apni shahi sherwani mein baitha intezar kar raha tha.
Jab Zoya ko Gayatri Maa lekar aayin, toh poore hall mein ek sannata chha gaya. Surkh laal jode mein Zoya kisi qudrati karishme jaisi lag rahi thi.

Show your support






Write a comment ...