
Devrath ki poori raat kashmakash mein guzri. Zoya ka shadi ka prastav uske dimaag mein kisi toofan ki tarah ghoom raha tha.
Bechaini itni badh gayi ki woh bistar chhod kar haveli ke purane mandir ki taraf chala gaya, jahan humesha ek diya jalta rehta tha.

Show your support






Write a comment ...