
Business deal waali baat sach hone ke baad Devrath ke dil mein Zoya ke liye izzat aur bharosa kayi guna badh gaya tha.
Ab woh use koi bhatakti hui rooh nahi, balki apni zindagi ka sabse ahem hissa maanne laga tha. Woh office mein ho ya ghar par, khul kar Zoya se baatein karta, maano woh uske samne hi baithi ho.

Show your support






Write a comment ...