
Server down hone ka dusra din tha. Arav aur Meher ke beech mails ka silsila chalta raha, lekin dono ne abhi tak apni asliyat ka puri tarah khulasa nahi kiya tha.
Unhe darr tha ki agar unhone apna asli chehra ya kaam bataya, toh shayad wo magical connection khatam ho jayega jo unhone game ki duniya mein banaya tha.

Show your support







Write a comment ...