
Bazaar mein ek badi khabar phail gayi thi. Shehar ke dusre kone mein ek naya Mega Mall khul gaya tha, jisne Ramesh Ji ki purani kapde ki dukan ke karobar par grahan laga diya tha.
Grahak jo pichle 20 saalon se unke yahan aa rahe the, ab chamak dhamak dekh kar udhar jaane lage the.

Show your support







Write a comment ...