
Bazaar mein chori ki afwahon ne poore ilake mein hadkamp macha rakha tha. Suresh Ji pareshan the, kyunki dukan mein naya maal aaya tha. Madhav ne zimmedari uthayi aur dukan par raat bhar rukne ka faisla kiya.
"Main bhi aapke saath chalungi," Geeta ne bistar lagate hue kaha.

Show your support







Write a comment ...