
Subah ke theek paanch baje Geeta ki aankh khul gayi. Kamre me abhi bhi lamp ki madham peeli roshni thi aur khidki se subah ki thandi hawa andar aa rahi thi.
Usne dekha ki Madhav abhi bhi gehri neend me soya hua tha, uska nanga aur folaadi seena har saans ke sath upar neeche ho raha tha.

Show your support






Write a comment ...