
Veeransh ab ek saal ka ho gaya tha. Mumbai ka wahi ghar, jo kabhi Meera ke liye ek anjaan jagah thi, ab uski khushiyon ka kendra ban chuka tha.
Aaj ka din bahut khaas tha. Meera ne apne business ka ek naya milestone achieve kiya tha ek naya office space, jahan usne un auraton ko kaam par rakha tha jo kabhi uski tarah hi survivors thin.

Show your support







Write a comment ...