
Haya ka nauvaan (9th) mahina mukammal ho gaya. Ghar mein har taraf khushi aur ghabrahat ka mila-jula mahool tha. Salma Bi ne pehle hi taiyari kar li thi, par wo chahti thin ki delivery se pehle ki aakhiri raat bhi Arsalan aur Haya ke liye hamesha yaadgaar rahe
Raat ke do baje rahe the. Haya ko halka-halka dard shuru hua, par wo dard se zyada bechaini thi. Arsalan uske paas baitha uske hath sehla raha tha. Tabhi Salma Bi garam doodh ka glass lekar dakhil huin.

Show your support









Write a comment ...