
Zoya Aapa aur Farhan ke jane ke baad ghar mein thodi khamoshi hui, par Haya ke hath mein wo "Secret Gift" tha jo Farhan ne use diya tha. Salma Bi ne mauka dekhte hi Haya ko kone mein pakad liya.
Begum Salma: Haya beti, dikha toh sahi Farhan ne tujhe kya tohfa diya hai? Uska chehra bata raha tha ki wo koi shararat kar ke gaya hai.

Show your support









Write a comment ...