
Satyanarayan ki pooja ka mahaul abhi puri tarah shaant bhi nahi hua tha ki sham ke waqt ghar ke darwaze par ek bade se suitcase ke sath Savita Devi ki door ki mami saas, Sharda Devi, ne qadam rakha.
Sharda Devi poore khandaan me apne sakht tevar, taunt maarne ki aadat, aur purane khayalat ke liye jani jaati thiin. Unka aana hi is baat ka ishara tha ki ghar me hungama taiyar hai.







Write a comment ...