
Shaadi ki raat thi. Arsalan ne Haya ka hath thama aur use apne kamre mein le gaya. Haya ne laal rang ka bhari joda pehna tha aur uski khushbu pure kamre mein phaili hui thi. Jaise hi Arsalan ne darwaza band kiya, bahar se Begum Salma ki awaaz aayi.
Begum Salma: Arsalan! Darwaza band karne se pehle ye kaisar wala doodh toh le ja, aaj raat tujhe taqat ki bohot zaroorat padegi. Aur Haya beti, darna mat, mard thoda josh mein hosh kho deta hai par tum sahayat karna.

Show your support









Write a comment ...